Mausiki mein unki, hum har pal gungunaye!
Wo ho na ho kareeb, par hain unke Saaye!
Sannaton mein cheekhte, Ya shor mein khamosh irade,
Kaise chupayen, Jab ye nazar kahani sunaye!
Kal ke intajaar mein, jaane kitne aaj bitaaye!
Tasawwur hai shayad, Ya dhundla sa khwab!
Thamta nahi, musalsal fikar badhaye!!!