Ho humsafar na tera jab kahin..
Saaya mera rahega tab wahin..
Tujhse kabhie na ik pal bhie main juda..
Dhundhla jaayein jo manzilein..
Ik pal ko tu nazar jhuka..
Jhuk jaaye sar jahan wahi..
Milta hai rab ka raasta..
Teri kismat tu badal de..
Rakh himmat bus chal de..
Tere saath he..
Mere kadmon ke hain nishaan..
Khud pe daal tu nazar..
Haalaton se haar kar..
Kahan.... chala re
Haath ki lakeer ko..
Modhta marodta...
Hai hausla... re..
Toh khud tere khwabon ke rang mein..
Tu apne jahan ko bhi rang de..
Ke chalta hoon mein tere sang mein..
Ho shyam bhi toh kya..
Jab hoga andhera..
Tab paayega dar mera..
Uss dar pe phir hogi teri subah..
Mitt jaate hain.. sabke nishaan..
Bas ek woh.. mitata nahin.. hai..haye...
Maan le jo har mushkil ko.. marzi meri.. haye..
Ho humsafar na tera jab kahin..
Saaya mera rahega tab wahin..
Tujhse kabhie na ik pal bhie main juda..
Tu na jaane aas pass hai khuda,
Tu na jaane aas pass hai khuda!!!
Tu na jaane aas pass hai khuda,
Tu na jaane aas pass hai khuda!!!
About Me
- Ajaay Sharma
- Still trying to find the purpose of my arrival in this beautiful world, which is full of drastic surprises! I am longing for a long long vacation, put up a tent in Gangotri, help someone in need, write a couple of more poems and try to keep people around me smiling!! There is no gift more than the gift of life itself.. and for that, every breathe is a motivation to live, achieve, smile and rejoice!!
Followers
Labels
- You Love Me (1)
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 comments:
Post a Comment